Hamesha Dair Kar Deta Hu Mai : Hamesha der kar detā huuñ maiñ har kaam karne meñ zarūrī baat kahnī ho koī va.ada nibhānā ho use āvāz denī ho use vāpas bulānā ho hamesha der kar detā huuñ maiñ madad karnī ho us kī yaar kī dhāras bañdhānā ho bahut derīna hamesha dair kar deta hoon main by munir niazionlineurdu.